Farman -e- Hazrat Ali (R.A)
- Dost Ko Daulat Ki Niga Sy Mat Dekho,Wafa Krnay Walay Dost Aksar Ghareeb Hotay Hain.
- Dosti Krna Itna Asan Hai Jaisay Miti Sy Miti Par Miti Likhna Lakin Dosti Nibhana Itna Mushkal Hai Jaisay Pani Sy Pani Par Pani Likhna.
- Safar Sy Pahlay Hamsafar Or Ghar Khardnay Sy Pahlay Apny Parosi Ky Baray Main Maloom Kar Lo.
- Kisi Ki Khamoshi Ko Is Ka Takbar Na Samjho Kia Pata Woh Khud Apni Hi Zaat Sy Jang Kar Raha Ho.
- Main Jannat Ky Lalich Ya Dozikh Ky Darr Sy Us Ki Ibadat Nahi Krta Balky Is Liye Karta Ho'n K Woh Hai Hi Ibadat Ky Like.
- Agr Koi Tum Sy Naraz Hai Or Usy Is Baat Ka Gharoor Hai K Tum Usy Mana Lo Gey Tu Us Ky Gharoor Ko Totnay Mat Dena.
- Aqal Ky Zariye Khawhish Nafsani Ka Muqbala Kro.
No comments:
Post a Comment