Saying Of Data Ganj Bakhish (R.A)
- Ilm Bouht Sy Hain Or Koi Insan Baik Waqt Sab Aloom Nahi Seekh Sakta.Or Na Hi Tamam Aloom Sekhna Insan Par Farz Hai.
- Insan Ky Paas Aqal Or Ilm Bhi Kisi Cheez Ko Jannay Or Maraft Hasil Krnay Ky Liye Agr Sirf Aqal Or Ilm Kafi Hotain Hain Tu Har Alam Arif Hota.
- Faqeer Woh Hai Jis Ky Pas Na Duniya Ki Koi Chez Ho.Na Isay Kisi Sy Milnay Sy Khushi Ho.Or Na Kisi Chez Ky Talaf Krnay Sy Ranj Ho.
- Har Arif Aam Hota Hai Lakin Har Arif Alim Nahi Hota.
- Dil Ki Ankh Ibadat Sy Khulti Hai.Is Ki Resai Lamukan Tak Hai.Or Kainaat Ka Koi Raaz Is Sy Panha Nahi.
No comments:
Post a Comment