Sayings Hazrat Muhammad (SAW)
- Tamam Amaal Ki Qaboliyat Ka Medar Niyat Ki Sehat-o-Salamti Par Hai (Yani Is Ka Khalis Allah Ta'ala Ky Liye Hona Zarori Hai).
- Do Adat Aisi Hain K In Sy Behtar Koi Adat Nahi 1.Allah Ta'ala Par Iman Laana 2.Muslmano Ko Nafa Ponchana.
- Do Adatain Is Qadar Buri Hain K In Sy Buri Koi Adat Nahi 1.Allah Ta'ala Ky Sath Shirk Krna 2.Kisi Muslman Ko Zarar Ponchana.
- Tamam Gunaho Ki Jarr Duniya Hai Or Tamam fitno Ki Jarr Ashar Or Zkat Na Ada Krna Hai.
- Jo Shakhs Subha Uthtay Hi Deenvi Afkaar Or Ghum Main Mubtla Ho Jata Hai Woh Dar Asal Apnay Rab Sy Naraz Hai.
No comments:
Post a Comment