- Dil Ki Na-Umeedi (ناامیدی) Nafs (نفس) Ki Rahat (راحت) Hai.
- Her Zakhum Ky Liye Dawa (دوا) Hai Sirf Bad-Akhlaqi (بداخلاقی) Ky Liye Dawa (دوا) Nahi.
- Jab Naik Kaam (نیک کام) Ka Qasad Kro Tu Khawahish-e-Nafsani (خواہش نفسانی) Par Sabqat (سبقت) Ly Jao, Waswaso (وسوسوں) Ky Khouf Sy Is Liye K Woh Anay Janay Walay Hain.
- Jab Tum Is Darwani Nishani (ڈروانی نشانی) Ky Pas Sy Guzro, Jo Azab Ko Zahir Krti Ho, Tu Thehar (ٹھہر) Jao, Yahan Tak K Aanso (آنسو) Jari Hon.
No comments:
Post a Comment