Nice Qoute
'ALLAH TA'ALA' Ki Bar-Gah Main Woh Badi (Burai) Jo Tumhain Ranjeeda'h (Ghum-geen) Kar Dy,
Munkarat Ki Waja Sy Azaab (Hadith,5585)
'HAZRAT MASOOD (R.A)' Sy Rewayat Hai K 'RASOOL ALLAH (SAW)' Ny Arshad Frmaya: K "Gunah-garon Sy Bughz Ki Waja Sy 'ALLAH TA'ALA' Ka Qurab Hasil Kro Or Un Sy Sakht Chehron Sy Milon Or Un Ki Narazgi Main 'ALLAH TA'ALA' Ki Raza Chaho Or Un Sy Door Reh Kar 'ALLAH TA'ALA' Ka Qurab Talash Kro.'
(Kanz-ul-Umaal, 3: Chapter, Munkarat Ki Waja Sy Azaab: Hadith, 5585)
Subscribe to:
Posts (Atom)
Popular Posts
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Hazrat Umar Farooq (R.A) Silsila Nasb Walid Muhtarm O r Walida Muhtarma Ki Tarf Sy Youn Hai: Walid Ki Tarf Sy Ap (R.A) Ka Silsila Nasb ...
-
Umm-ul-Momaneen Hazrat Ayesha Siddiqa (R.A) Farmati Hain "Jis Tarha Tum Log Muslsal Or Mutwatar Guftagu Krtay Ho Or Rasool Allah (SAW...
-
Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz Rehna, Parheez Krn...
-
Hazrat Abdullah Ibn-e-Abbas (R.A) Rewayat Krtain Hain K Hazoor Akram (SAW) Ny Frmaya: 'Mujhay Dozikh Dekhlai Gai Tu Is Main Zyda Ta...
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...