Showing posts with label Hajj Mubarak. Show all posts
Showing posts with label Hajj Mubarak. Show all posts

Mah-e-Zilhaj Ky Nafli Rozay Raknay Ka Suwaab


Zilhaj Ka Mahina Barkat Wala Mahina Kiun Ky Yeh Humay Hazrat Abrahim (A.S) Ki Sunat Or Apni Sab Sy Piyari Cheez Allah Ta'ala Ky Rastay Main Qurban Krnay Ka Dars Dyta Hai..... 

Zil Hajj Ky Nafli Rozay Ka Suwaab

Zil Hajj Ky Nafli Rozay Ka Suwaab.

Hajj Ki Sheraiyt

  1. Hajj Karny Walay Ky Pas Itna Maal Ho Jo Is Ki Rihaish, Kapro'n, Nokro'n, Ghar Ky Samman Or Degar Zaroryat Sy Is Qadr Zaaid Ho K Makkah Makrma Tak Janay K Duraan Hajj Tak Wahan Rehnay Or Wapis Aany Tak Suwari K Kharch K Liye Kafi Ho Or Is K Pas Is K Elwa Itna Maal Ho Jis Sy Woh Apny Qarza Jaat Ada Kar Saky Or Is Aarsa K Liye Is K Ahl-o-Eyaal  Ka Kharch Pura Ho Sakay Or Ghar Ki Marmat Or Degar Mussaraf Ada Ho Sakay.
  2. Is Ko Yeh Ilm Ho K Is Par Hajj Krna Farz Hai.
  3. Woh Shakhs Sallm Al-Ezhaa Or Tandursat Ho.Mauzoor, Bemaar, Maflooj Or Bouht Borhay Par Hajj Farz Nahin.
  4. Agar Rasta Main Sallamti Ghalib Ho Tu Us Par Hajj Farz Hai Warna Nahin.
  5. Agar Is K Shahr Or Makkah Makrma K Darmiyan Teen Din Ya Is Sy Zaida Ki Musaft Ho Tu Orat K Liye Zarori Hai K Is K Sath Is Ka Khawand Ya Is Ka Mahram Ho Or Mahram K Liye Zarori Hai K Woh Mamoon, Azad, Aaqal Or Baligh Ho.Mahram Ka Kharch Hajj Krnay Walay K Zima Hai.
  6. Orat K Liye Yeh Bhi Zarori Hai K Woh Is Waqt Edat-e-Wafat Ya Edat-e-Talaq Na Guzar Rahi Ho.

Hajj Ky Fazail Rasool Allah (SAW) KA Arshad Pak

حدیث مُبارکہ(صَلی اﷲُعَلیہِ وَسلم)(حج کے فضائل)
حضرت عبداﷲبن مسعود(رضی اﷲُعَنہ)بیان کرتے ہیں کہ رسول اﷲ(صَلی اﷲُعَلیہِ وَسلم)نے فرمایا:’’حج اور عمرہ کروکیونکہ یہ فقراورگناہوں کو اس طرح مٹاتاہے جس طرح بھٹی لوہے ،چاندی اورسونے کے رنگ کو مٹادیتی ہیاورحج مبروز(مقبول)کی جزاصرف جنت ہے۔‘‘
                                                                       (ترمذی،بیہقی)

Hajj Sahib Estatat Par Farz Hai

Hajj Sahib-e-Estatat Pr Farz Hai.
Allah Rastay Ki Estatat Rakhta Ho."Talah Ka Arshad Hai:"Baitil Allah Ka Hajj Karna Logo Par Allah Ka Haq Hai Jo Is Kay Rastay Ki Estatat Rakhta Ho."
                        (Surat Al-Imran  97)

Zil Haj Mubarak

حج 
حج کے لغوی معنی کسی عظیم شئے کا قصد کرناہے اور اس کے شرعی معنی ۹ ذالحجہ کو زوال آفتاب کے بعد سے ۱۰ذالحجہ کی فجر تک حج کی نیت سے احرام باندھے ہوئے میدان عرفات میں وقوف کرنا اور ۱۰ ذالحجہ سے آخر عمر تک کسی وقت بھی طواف زیارت کرناحج ہے۔حج کی تعریف یہ بھی کی گئی ہے کہ وقوف عرفات اور کعبہ کے طواف زیارت کا قصد کرنا حج ہے۔ 

Popular Posts