Jung-e-Khyber (جنگ خیبر) Main Jab Gumsan (گمسان) Ki Jung Hony Lagi Tu Hazrat Ali (R.A) Ki Dhaal (ڈھال) Kat (کٹ) Kar Gir Pari Tu Ap (R.A) Ny Joosh-e-Jahad (جوش جہاد) Main Agay Bharh Kar Qila (قلعہ) Khyber (خیبر) Ka Phatik (پھاٹک) Ukhaar (اکھاڑ) Dala Or Is Ky Aik Kawaar (کواڑ) Ko Dhaal (ڈھال) Bana Kar Is Par Dushmano (دشمنوں) Ki Talwaro (تلواروں) Ko Roktay Thy.Yeh Kawaar (کواڑ) Itna Bhari (بھاری) Or Wazani (وزنی) Tha K Jung Ky Khatmay (خاتمے) Ky Baad (بعد) Chalis (چالیس) Admi Mil Kar Bhi Is Ko Na Utha (اٹھا) Saky.
(Zarqani,Jilad 2,Safah 230)