- Bewaqoof Ky Hath Peghaam Bhejawana Apnay Paon Par Kulhari Marnay Ky Mutradaf Hai.
- Hasd Badan Ko Gala Deta Hai Jabke Qannat Badan Ko Tazeegi Bakhshti Hai.
- such Kabhi Jhoot Sy Shiksat Nahi Khata.
- Humsai Ko Kal Par Mat Tarrkha Balke Is Ki Zarorat Isi Waqt Puri Kar Do.
- Jo Shakhs Khamoosh Rehta Hai Woh Bouht Dana'a Hai Q K Kasrat Kalam Sy Kuch Na Kuch Gunah Sar Zad Ho Jata Hai.
Aqwal Hazrat Sulman (A.S)
Labels:
Hazrat Sulman (A.S),
Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Lughat Main Sunnat Is Rastay Ko Kehtay Hain Jis Par "Chala Jaye, Khawa Woh Rasta Acha Ho Ya Bura.Lakin Shari Istalah Main Sunnat Sy Mu...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Is Mahinay Ki Yakam (1) Tareekh Ko Syedna Nooh (A.S) Keshti Par Sawar Hovay. Is Mah Ki 4 Tareekh Ko Jung-e-Safain Ka Waqia Paish Aya. ...
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
No comments:
Post a Comment