- Sab Sy Behtreen Luqma Woh Hota Hai Jo Apni Mehnat Sy Hasil Kia Jay.
- Kisi Ka Aib Talash Krnay Walay Ki Misal Us Makhi Jaisi Hai Jo Sara Khobsorat Jism Chor Kar Sirf Zakham Par Hi Bathti Hai.
- Acha Dost Chahy Jitni BAr Rothay Usay Har Bar Mana Lina Chahiye Q K Tasbeeh Ky Danay Chahy Jitni Bar Bikhrain Chun Ky Liye Jatay Hain.
- Agr Insan Ko Takbar Ky Baray Main Allah Ki Narazgi Or Saza Ka Ilm Ho Ho Jay Tu Banda Sirf Faqeero Or Ghareebo Sy Milay Or Miti Py Baitha Kray.
- Zindgi Ky Har Morr Par Sulah Krna Sekho Q K Jhukta Wohi Hai Jis Main Jaan Hoti Hai.Akrna Tu Murday Ki Pahchan Hoti Hai.
Beautiful Sayings Hazrat Ali (R.A)
Labels:
Hazrat Ali (R.A),
Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
-
Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz Rehna, Parheez Krn...
-
Hazrat Umar Farooq (R.A) Silsila Nasb Walid Muhtarm O r Walida Muhtarma Ki Tarf Sy Youn Hai: Walid Ki Tarf Sy Ap (R.A) Ka Silsila Nasb ...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
Nice
ReplyDeleteReally beautiful saying Of Hazrat Ali R.A
ReplyDeletehazrat ali quotes