- Tamam Amaal Ki Qaboliyat Ka Medar Niyat Ki Sehat-o-Salamti Par Hai (Yani Is Ka Khalis Allah Ta'ala Ky Liye Hona Zarori Hai).
- Do Adat Aisi Hain K In Sy Behtar Koi Adat Nahi 1.Allah Ta'ala Par Iman Laana 2.Muslmano Ko Nafa Ponchana.
- Do Adatain Is Qadar Buri Hain K In Sy Buri Koi Adat Nahi 1.Allah Ta'ala Ky Sath Shirk Krna 2.Kisi Muslman Ko Zarar Ponchana.
- Tamam Gunaho Ki Jarr Duniya Hai Or Tamam fitno Ki Jarr Ashar Or Zkat Na Ada Krna Hai.
- Jo Shakhs Subha Uthtay Hi Deenvi Afkaar Or Ghum Main Mubtla Ho Jata Hai Woh Dar Asal Apnay Rab Sy Naraz Hai.
Sayings Hazrat Muhammad (SAW)
Labels:
Hazrat Muhammad (SAW),
Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Jis Quom Ny Mashwara Sy Kaam Liya Or Woh Rah-e-Hadayat Pa Gai. Logo Ko Halaak Krnay Wali Teen Cheezain Hain.Takbar, Hars, Hasd. Hajit Ma...
-
'HAZRAT MASOOD (R.A)' Sy Rewayat Hai K 'RASOOL ALLAH (SAW)' Ny Arshad Frmaya: K "Gunah-garon Sy Bughz Ki Waja Sy ...
-
Hazrat Abu Hurrira (R.A) Sy Rewayat Hai K 'Nabi Kareem (SAW) Ny Frmaya: 'Agr Main Kisi Ko Kisi Ky Liye Sajda Krnay Ka Hukam Deta, T...
-
Ilm Aisa Khazana,Hai Jis Ka Zakhera Bharta Hi Rahta Hai. Ilm Aisi Daulat Hai,Jisay Chiraya Nahi Ja Sakta. Ilm Dil Ko Aisay Zinda Krta H...
No comments:
Post a Comment