- Gunah-e-Sagheera (گناہ صغیرہ) Bar Bar Krnay Sy Sagheera (صغیرہ) Nahi Rehta Bal-ky Kabeera (کبیرہ) Ho Jata Hai Or Gunah-e-Kabeera (گناہ کبیرہ) Istaghfar (استغفار) Ky Bad Baqi Nahi Rehta Bal-ky Mahu (محو) Ho Jata Hai.
- Do Kalmay (کلمے) Aisay Hain Jo Zuban (زبان) Par Hal-kay Hain Tarrazo (ترازو) Main Bhari (بھاری) Hain, Rehman (رحمان) Ko Pasind (پسند) Hain: 1.Subhan Allah Wabi Humdihi (سبحان الله وبحمدہ). Subhan Allah Al Azeem (سبحان الله آلعظیم).
- Jo Shakhs Subha-o-Shaam (صبح وشام) Tangi Maish (تنگی معاش) Ki Shikayat (شکایت) Krta Rehta Hai Woh Dar Haqeeqat (درحقیقت) Apnay Rab Ki Shikayat (شکایت) Krta Hai.
- Jo Shakhs (شخص) Kisi Maal Dar (مالدار) Ki Mahz (محض) Is Ky Maal Dar (مالدار) Honay Ki Waja Sy Izat (عزت) Krta Hai Is Ka Do Tehai Deen (دو تہائی دین) Gharat (غیرت) Ho Jata Hai.
Fablous Words Hazrat Muhammad (SAW)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Lughat Main Sunnat Is Rastay Ko Kehtay Hain Jis Par "Chala Jaye, Khawa Woh Rasta Acha Ho Ya Bura.Lakin Shari Istalah Main Sunnat Sy Mu...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Is Mahinay Ki Yakam (1) Tareekh Ko Syedna Nooh (A.S) Keshti Par Sawar Hovay. Is Mah Ki 4 Tareekh Ko Jung-e-Safain Ka Waqia Paish Aya. ...
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
No comments:
Post a Comment