Darood Sharif Parhnay Ki Fezailat

  1. Darood Sharif Parhnay Sy Allah Ky Hukam Ki Tameel Ho Jati Hai.
  2. Darood Sharif Parhnay Sy Allah Ta'ala Ki Mowafaqt Hoti Hai.
  3. Nabi Kareem (SAW) Ki Khawab Main Zayarat Naseeb Hoti Hai.
  4. Kassrat Sy Darood-o-Paak Parhnay Walay Ko Rasool Allah (SAW) Ki Zayarat Bedari Main Honay Lagti Hai.
  5. Jo Shakhs Subah Shaam 10,10 Bar Darood Sharif Parhay Ga Woh Nabi Kareem (SAW) Ki Shefa'at Paye Ga.
  6. Darood Sharif Parhnay Sy Firshton Ki Mowafaqt Hoti Hai.
  7. Allah Kareem Darood Paak Parhnay Walay Ki 10 Neikiyan Lekh Deta Hai,Is Ky 10 Darjay Buland Kar Deta Hai Or Is Ky 10 Gunah Mauf Kar Diye Jatain Hain Or 10 Bar Rehmat Bhejta Hai.

No comments:

Post a Comment

Popular Posts