- Jism Aik Dukan Hai Or Zuban Is Ka Ta'ala Hai Jab Ta'ala Khulta Hai Tu Maloom Hota Hai K Dukan Sonay Ki Hai Ya Koilay Ki.
- Jis Darakht Ki Lakarri Naram Ho Gi Is Ki Shakhain Zyda Hon Gi,Bus Nram Tabiyat Or Naram Guftar Ban Jao Ta Ky Tumhare Chahnay Walay Zyda Hon.
- Kabhi Kisi Ky Samnay Apni Safai Paish Na Kro Q K Jisay Tum Par Yaqeen Hai Isay Zarorat Nahi Or Jisay Tum Par Yaqeen Nahi Woh Manay Ga Nahi.
- Dosti Ki Zeenat Aik Dosray Ki Baat Ko Bardaasht Krna Hai.
- Be-Aib Dost Talash Mat Kro Warna Akilay Reh Jao'n Gy.
Fabulous Words Hazrat Ali (R.A)
Labels:
Hazrat Ali (R.A),
Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Mah -e- Zil Haj Ky Nafli Rozay Ka Suwaab (Fazail Alshaoor).....
-
Arshad-e-Bari Ta'ala Hai: "Ay Iman Walo!Tum Par Rozay Farz Kiye Gaye Hain,Jaisa K Tum Sy Pahlay Logo Par Farz Kiye Gaye Thy Ta K...
-
Hazrat Umar Farooq (R.A) Silsila Nasb Walid Muhtarm O r Walida Muhtarma Ki Tarf Sy Youn Hai: Walid Ki Tarf Sy Ap (R.A) Ka Silsila Nasb ...
-
Safa r Ky Akhri Budh (Wednesday) Ko Bad Ghusal Kray Or Chasht Ky Waqt Do Rakat Namaz Nafal Parhay K Har Rakat Main Alhamd Shareef Ky Bad ...
No comments:
Post a Comment