- Ibadat Bila Durast Nahi Hoti,Kiun Ky Allah Ta'ala Nay Tauba Ko Ibadat Par Muqdam Kiya Hai.
- Dusroo Ka Maal Tamaa Na Krna Bhi Dakhil Sukhawat Hai.
- Nafs Allah Ta'ala Ka Mukhlaf Hai Or Nafs Ki Mukhalaft Allah Ta'ala Ki Dosti Hai.
- Shikayat Ka Tark Krna Sabar Hai.
- Haqeqi Taqwa Yeh Hai K Jo Kuch Tere Dil Ky Andr Hai,Agr Tu IS Ko Khulay Hovay Taubaq Main Rakh Day Or Is Ko Lay Kar Bazar Ka Gasht Lagai,Tu Is Main Aik Cheez Bhi Aisi Na Ho,Jis Ko Is Tarha Aashakara Krnay Main Tujhay Sharm Aye,Ya Koi Is Par Harf Geeri, Nukta Cheni Ya Ingsht Nemai Kar Saky.
Aqwal Hazrat Imam Jafar Sadiq (Rimatul Alamen)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Lughat Main Sunnat Is Rastay Ko Kehtay Hain Jis Par "Chala Jaye, Khawa Woh Rasta Acha Ho Ya Bura.Lakin Shari Istalah Main Sunnat Sy Mu...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Is Mahinay Ki Yakam (1) Tareekh Ko Syedna Nooh (A.S) Keshti Par Sawar Hovay. Is Mah Ki 4 Tareekh Ko Jung-e-Safain Ka Waqia Paish Aya. ...
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
No comments:
Post a Comment