- Be Kaari Or Susti Insan Ko Halaak Kar Deti Hai.
- Thori Si Tafheem Bouht Sy Ilm,Ayadat Or Zahid Sy Behtar Hai.
- Jab Tak Tum Duniya Ky Talab Reho Gy Woh Tum Par Ghalab Rehay Gi Jab Mounh Pheer Lo Gy Woh Tumhari Mutahat Ho Jay Gi.
- Imam Woh Hai Jo Duniya Ki Har Rawish Ka Tajarba Hasil Kar Chuka Ho.
- Ilm Sy Zyda Mufeed Yeh Hai K Tum Is Par Amal Kro Or Sab Sy Acha Ilm Woh Ilm Hai.Jo Tum Par Farz Hai.
- Elaaniya Gunah Posheeda Ki Nasbit Zyda Sakht Or Azhar-e-Gunah Dosra Gunah Hai.
Aqwal Hazrat Abu Alhasan Kharqani (Rehmt Tul Alamen)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
-
Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz Rehna, Parheez Krn...
-
Hazrat Umar Farooq (R.A) Silsila Nasb Walid Muhtarm O r Walida Muhtarma Ki Tarf Sy Youn Hai: Walid Ki Tarf Sy Ap (R.A) Ka Silsila Nasb ...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
No comments:
Post a Comment