- Khuli Adwat Behtar Hai.Munafqana Mowafaqt Sy.
- Haqeeqi Taqwa Yeh Hai K Jo Kuch Tere Dil Ky Ander Hai Agr Tu Is Ko Aik Khulay Tabaq Main Rakh Kar Bazar Ka Gasht Lagai Tu Is Main Aik Chez Bhi Aisi Na Ho Jis Ko Aashkara Krnay Main Tujhay Sharam Ay.
- Ibadat Bil Tauba Durst Nahi Hoti.Q K Allah Ta'ala Ny Tauba Ko Ibadat Par Muqdam Kiya Hai.
- Nazol Bila Halakat Ky Liye Nahi Balky Imtahan Ky liye Hota Hai.
- Dosro Ky Maal Ka Tama Na Rakhna Bhi Dakhil Sakhawat Hai.
Saying Data Ganj Bakhsh (R.A)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Lughat Main Sunnat Is Rastay Ko Kehtay Hain Jis Par "Chala Jaye, Khawa Woh Rasta Acha Ho Ya Bura.Lakin Shari Istalah Main Sunnat Sy Mu...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz Rehna, Parheez Krn...
-
Hazrat Abdullah Ibn-e-Abbas (R.A) Rewayat Krtain Hain K Hazoor Akram (SAW) Ny Frmaya: 'Mujhay Dozikh Dekhlai Gai Tu Is Main Zyda Ta...
-
Har Shakhs Ko Is Ky Hunar-o-Johar Ky Mutabik Jaga Deni Chahiye. Kameeno Ky Muqblay Main Khamosh Raha Kro. Nimaz Main Qalab Ki, Majlas M...
No comments:
Post a Comment