- Jis Ki Nazar Main Khud Apnay Nafs Ki Izat Ho Gi,Woh Apni Nafsani Khawhisho Ko Be-waqt Samjhy Ga.
- Barish Ka Qatra Sanp Or Saip Dono Ky Munh Main Jata Hai Lakin Sanp Isay Zahr Or Saip Isay Moti Bana Deta Hai.Yeh Har Aik Ki Apni Takhleeq Hai.
- Jis Ny Kisi Ko Akele Main Nasihat Ki Us Nay Usay Sunwaar Diya Or Jis Nay Kisi Ko Sab Ky Samny Nasihat Ki Us Nay Usay Mazeed Be-gaar Diya.
- Jhoot Bol Kar Jeet Janay Sy Behtar Hai Sach Bol Kar Haar Jao.
- Be-hoda Mazaq Ahamqo Ki Tafreeh Hai Or Jahilo'n Ka Hunar.
Farman Hazrat Ali (R.A)
Labels:
Hazrat Ali (R.A),
Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Rozay Ka Mafhoom Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz ...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Har Shakhs Ko Is Ky Hunar-o-Johar Ky Mutabik Jaga Deni Chahiye. Kameeno Ky Muqblay Main Khamosh Raha Kro. Nimaz Main Qalab Ki, Majlas M...
-
'HAZRAT ABDULLAH BIN UMER (R.A)' Frmatain Hain K 'RASOOL ALLAH (SAW)' Ny Arshad Frmaya: 'Her Nasha Awar Cheez Ha...
-
Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz Rehna, Parheez Krn...
-
Lughat Main Sunnat Is Rastay Ko Kehtay Hain Jis Par "Chala Jaye, Khawa Woh Rasta Acha Ho Ya Bura.Lakin Shari Istalah Main Sunnat Sy Mu...
No comments:
Post a Comment