- Jis KI Nazar Main Khud Apnay Nafs Ki Izat Ho Gi,Woh Apni Nafsani Khawhisho Ko Be-waqt Samjhy Ga.
- Barish Ka Qatra Sanp Or Saip Dono Ky Munh Main Jata Hai Lakin Sanp Isay Zahr Or Saip Isay Moti Bana Deta Hai.Yeh Har Aik Ki Apni Takhleeq Hai.
- Jis Ny Kisi Ko Akele Main Nasihat Ki Us Nay Usay Sunwaar Diya Or Jis Nay Kisi Ko Sab Ky Samny Nasihat Ki Us Nay Usay Mazeed Be-gar Diya.
- Jhoot Bol Kar Jeet Janay Sy Behtar Hai Sach Bol Kar Haar Jao.
- Be-hoda Mazaq Ahamqo Ki Tafreeh Hai Or Jahilo'n Ka Hunar.
- Agr Tawkal Sekhna Hai Tu Parindo'n Sy Sekho K Jab Woh Sham Ko Wapis Ghar Jatay Hain Tu Un Ki Chonch Main Kal Ky Liye Koi Dana Nahi Hota.
Farman Ali Maula (R.A)
Labels:
Hazrat Ali (R.A),
Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Lughat Main Sunnat Is Rastay Ko Kehtay Hain Jis Par "Chala Jaye, Khawa Woh Rasta Acha Ho Ya Bura.Lakin Shari Istalah Main Sunnat Sy Mu...
-
Rasool Allah (S.A.W) Ny Frmaya K Rajab Ka Mahina Allah Ta'ala Ka Mahina Hai Or Shaban Ka Mahina Mera Mahina Hai Or Ramdan Meri Umat K...
-
Ameer Al-Momaneen Hazart Umar Farooq (R.A) Baroz Budh (Wednesday) 27 Zilhaj Ko Zakhmi Hovay Or Yakam Muharram 24 Hijri Baroz Hafta (Saturda...
-
Roza Ky Liye Arbi Zuban Main Lafz "Soom" Istamaal Hota Hai."Soom" Ky Laghvi Maini Hain.Ruk Jana, Baz Rehna, Parheez Krn...
-
Hazrat Abdullah Ibn-e-Abbas (R.A) Rewayat Krtain Hain K Hazoor Akram (SAW) Ny Frmaya: 'Mujhay Dozikh Dekhlai Gai Tu Is Main Zyda Ta...
No comments:
Post a Comment