- Allah Ta'ala Ki Dosti Is shakhs Ky Dil Main Nahi Hoti Jis Ko Khalq Par Shafqat Nahi.
- Jo Shakhs Zameen Ka Safar Kray,Is Ky Pa'on Main Aablay Prtay Hain Or Jo Asman ka Safar Kray Is Ky Dil Main Aablay Prtay Hain.
- Jis Shakhs Ki Raat Or Din Billa Kisi Momen Ky Azar Denay Main Basar Ho,Go Woh Raat Hazoor (SAW) Ky Hazor Main Basar Ki.
- Aik Lamha Ky Wastay Allah Ta'ala Ka Ho Rihna,Khalaiq Zameen Asman Ky Amal Sy Behtar hai.
- Sadq Yeh Hai K Dil Batain Kray.Yani Woh Baat Kihay Jo Dil Main Ho.
Hazrat Abu Alhasan Kharqani (Rihmatul Alamen) Quotes
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Hazoor Aqdas (SAW) Ny Frmaya: "Jis Ny Iman Or Ihtasaab Sy Ramdan Ky Mahinay Main Rozay Rakhay Tu Is Ky Pichlay Tamam Gunah Mauf Kar ...
-
Har Shakhs Ko Is Ky Hunar-o-Johar Ky Mutabik Jaga Deni Chahiye. Kameeno Ky Muqblay Main Khamosh Raha Kro. Nimaz Main Qalab Ki, Majlas M...
No comments:
Post a Comment