- Islami Mumalkt main Dastoor Sazi Or Qanoon Sazi Ka Banyadi Makhaz Quran -o- Sunat Hain.In Sy Rahnamai Hasil Ki Jay.
- Mumalkt -e- Islamia Ky Hukmrano Ki Hasiyat Naib ki Hai.Hakumat Ky Tamam Ikhtyarat Or Sarkari Quwat Allah Ta'ala Ki Imanat Hai.
- Islami Riyasat Ky Har Shahri Ka Farz hai K Tamam Muqrar Karda Ikhalaki Hadood Ki Pabandi Krain Or Hakumat Ka Farz Hai K Is Baat Ki Nagraani Kary K Log Apnay FRaiz Or Zima Dariyou Ko Pura Kar Rahy Hain K Nahin.
- Islami Mumalkat Main Sarbraha Mumalkat Ka Ehada Or Degar Tamam Kaleedi Ehaday Sirf Diyantdar Muslmano Ko Diye Jain.
Aqwal Hazrat Syedna Siddique Akbar (R.A)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
Har Shakhs Ko Is Ky Hunar-o-Johar Ky Mutabik Jaga Deni Chahiye. Kameeno Ky Muqblay Main Khamosh Raha Kro. Nimaz Main Qalab Ki, Majlas M...
-
Sab Sy Behtreen Luqma Woh Hota Hai Jo Apni Mehnat Sy Hasil Kia Jay. Kisi Ka Aib Talash Krnay Walay Ki Misal Us Makhi Jaisi Hai Jo Sara Kh...
-
Hazoor Aqdas (SAW) Ny Frmaya: "Jis Ny Iman Or Ihtasaab Sy Ramdan Ky Mahinay Main Rozay Rakhay Tu Is Ky Pichlay Tamam Gunah Mauf Kar ...
-
Zindgi Ki Drazi Ka Raaz Sabar Main Posheeda Hai. Agr Tum Chahtay Ho K Tumhara Naam Baqi Rehay Tu Ulaad Ko Achay Akhlaaq Sekhao. Agrcha I...
No comments:
Post a Comment